NE’AMATEIN BAANT TA JIS SIMT WOH ZEESHAAN GAYA
Ne’matein baant ta jis simt woh zeeshaan LACE>gayaLACE>
Saath hi munshiye Rehmat ka qalam daan LACE>gayaLACE>
Le khabar jald ke ghairon ki taraf dhyan LACE>gayaLACE>
Mere Maula mere Aqa Tere qurbaan LACE>gayaLACE>
Aah woh aankh ke nakaame tamanna hi rahi
Hai woh dil jo tere dar se pur arman LACE>gayaLACE>
Dil he woh dil jo teri yaad se ma’moor raha
Sar he woh sar jo tere Qadmon pe qurbaan LACE>gayaLACE>
Unhein jana unhen mana na rakhha ghair se kaam
Lillah hil Hamd mein Duniya se Musalman LACE>gayaLACE>
Aur tum par mere Aaqa ki Inayat na sahi
Najdiyo Kalmah parhane ka bhi ehsaan LACE>gayaLACE>
Aaj le unki Panah aaj madad maang unse
Phir na maanege Qayamat mein agar maan LACE>gayaLACE>
Jaano dil hosho khirad sab to Madine pahunche
Tum nahin chalte Raza sara to samaan LACE>gayaLACE>
No comments:
Post a Comment